-->
Tuesday, July 17, 2018

Samsung J7 Pro Remove FRP Lock (J730G, J730G-DS, J730F) without Box or Computer Hindi | Urdu

Posted by
Tuesday, July 17, 2018
Sponsored Links

Dear all aapke ke pass Samsung J7 Pro (J730G, J730G-DS, J730F) model hai aur usmain frp ka lock ka problem hai to ye method se aaram se remove (nikal) sakte hai kyu ke yahape main pura practical video bhi banaya hai kyu ke aapko bohat aasani rahegi agar koi problem aati hai to niche comment box main comment karein main koshish karunga aapko jaldi jawab deneki. Follow karnese pehle aap dhyan rakhein ye tarika use karna hai to kuch required (apexit) rehta hai to vo pehle aap dhyan se padhe baad main aap step by step follow kar sakte hai agar nahi hota to muje niche comment box main bataiye.

Ye video method main agar koi dikkat aati hai to aap niche comment box main comment karke hame bata sakte hai ye tarika bilkul free hai koi bhi use istimal kar sakta hai nishukl hai aap ye gher bethe bhi istimal kar sakte hai bas aapko step by step follow karna hai pehle aap apks ko copy karley apne OTG pen drive or SD Card main baad main ye method ko follow karein ye tarika special Android 7.0 ke liye hain usmain calculator wala bhi tarika hai lekin ye use nahi hota sab android 7.0 version main to ye wala mostly samsung phone android 7.0 installed hai usmain aap use kar sakte hai ek aur aapko email address chahiye jo aapko running (working) ho koi bhi chalega kyu ke email ko add karna padta hai tab jake ye samsung android 7.0 bypass hota hai, ye method ke liye aapko koi computer or box ki jaroorat nahi hai usmain bina aap bypass (remove frp lock) kar sakte hai dhyan rakhein ye sab android phone ke liye nahi hai only for samsung vobhi some modes ke liye hai ye site pe aap aur bhi android phones ke liye bypass (frp lock) remove ke liye search kar sakte hai

Ye tarika use karne se pehle aap apna SIM Card, Memory card nikalde kyu ke ho sakta hai ye tarike se aapka data delete ho sakta hai uski jimedari hamari nahi rahegi vo aapko khud dhyan rakhna padta hai aur jo bhi phone memory main data hai jaise ke Photos, Audio, Email, Notes etc (वगै़रह) sab delete ho jayega kyu aapko usko back kaise le sakte hai kyu aapko mobile to pura lock hai and already phone ko reset kiya huva hai to aapko phone memory main jobhi data hai vo sab delete (हट) jayega to uski jimedari aapki rahegi to dhyan se follow karein. Ye tarika main koshish ki hai ki aap tak free main pehche just aapko ek computer chahiye aur kafi cheje chahiye vo main niche required (अपेक्षित) main note kiya hai to aapko sab dhyan padhle.

► Remote Gsmedge.apk :

► Quickshortcutmaker

AISE HI AUR NEYE VIDEO KE LIYE SUBSCRIBE BUTTON PE CLICK KAREIN AUR BAJU MAIN BELL ICON KO DABANA NA BHULE : 🔔 SUBSCRIBE BUTTON

Required

  • Samsung J7 Pro (J730G, J730G-DS, J730F) phone chahiye vo bhi FRP Lock ke saath
  • Samsung J7 Pro (J730G, J730G-DS, J730F) FRP apks (App)
  • OTG or SD Carde
Samsung J7 Pro (J730G, J730G-DS, J730F) FRP Lock Remove full video
Sponsored Links

No comments:

Post a Comment

Write Your Problem in the Below Comment Box